Nanhi nanhi hum hain jaan
Nanhi nanhi hum hain jaan kal banenge Bharat ki pehchan Padhenge lagakar pura dhyan Aao milke batein gyan.
Slogans On Shiksha, Literacy
Nanhi nanhi hum hain jaan kal banenge Bharat ki pehchan Padhenge lagakar pura dhyan Aao milke batein gyan.
Chalo aaj Pade dil laga kar, Kal chale fir ser utha kar.
Shiksha hai anmol ratan, padhne ka sab kro jatan padh likh kar tu ban hoshiyar, samajh badhe to badhe vichaar.
Siksha se hi ban sakta hai Bharat desh mahaan.
बालकों के जीवनपर्यंत स्वयं को शिक्षित करते रहने में सक्षम बनाना ही शिक्षा का ध्येय है.
बढ़ोगे आगे जब होगी संग पढ़ाई इसके सिवा कुछ काम न आये.
Bacho Ko Shikshit Banaye, Desh Ko Aage Badaye Aaj Ke Bache Kal Ke Neta.
Siksha Ka Matlab Hai Ki, Ek Khali Dimag Ko, Khule Dimag Mein Parivartit Karna.
Bahut zaroori hoti shiksha, Saare avagun dhoti siksha.
Seeksha Sey Hi Ban Sakta Hai Mera Desh Mahaan. Sansar Mein Jitni Bhi Parkar Ki Uplabdhiyan Hain Magar Siksha Sabse Badh Kar Hai.